Kya agr kisi na-maheram ko dekh ke agr sharmgah se agr thin lequid substance bahar a jaye to kya mujh pr gusl wajib ho gya? Kya ab mi namaz nahi padh sakhta jab tak mi gusul na kar lu?

Agar us mai mani ki three conditions nahi hai
1) uchaal kar niklai
2) nikalnai kai baad badan ka sust houjana
3) shewat kai saath nikalna
tou wou paak hai ghusal wajib nahi. Uper jou three conditions bayan ki agar un conditions kai saath hou tou ghusal wajib hai aur najis bhi hai

Laikin is niyat sai na mehram kou daikhna jaiz nahi