Kya aurat apni awaz me natia kalam prh k YouTube channel chala skti h just awaz hi ho chehra na ho?

Isi surat me jayez hai ke sunne walo ke gunah me padne ka amdesha na ho aur aawaz ko is tarah na kare jo is baat ka sabab bane aur songs ki tune aur andaz na ho