kya bina wuzu ke salwaat ya istigfaar ki tasbeeh padh sakte hain June 3, 2018 by Hasan mahdi G Han padh sakte hain magar Wuzu ke sath sawab badh jayega aur agar tasbeeh par Allah likha ho ya nabi ya imam ke nam likhe ho tu phir Wuzu wajib hoga Sayed Abul Qasim Rizvi