Kya hindi ya english mein likhe huruf e Quraan Ko Bina wudhu ke chua ja sakta hai?

Agar yeh huruf Quran ke hain aur uska tarjuma nahin hai to beghair wudhu ke touch nahin kar sakte.