Kya Hum Namaz Haat Band Kar Pad Sakte Hai?Aur Kya Hum Namaz Me Gardan (Neck) Pher Sakte Hai?Nd Kyu Ki Maine Mukhtar Nama Dekha Hu Jisme J Mukhtar Bhi Namaz Baad Gardan (Neck) Pherte Hai Kya Ye Sahi Hai? July 20, 2018 by Hasan mahdi ekhteyari surat me namaz batil ho jae gi lekin agar taqayya ho to band sakte hain aankho se ishara karna mustahab hai gardan na modi jae Maulana Jabir Ali Ansari namaz