Kya hum us maal ko halal bana sakte hain jiske bare mein yakeen hai ke woh haram source se aai hai?

Nahi, aysa koi qanoon nahi hai
Albtta agr Halal aur Haram Maal is tarah mixed ho ki pata na ho kitna halal hai kitna Haram, to agr uska Khums nikal diya jae to baqi 80% Halal ho jata hai.