Kya imam hussain ne jung se pehle jo namaz parhi thi wo sirf zohar ki thi ya asr ki bhi thi? Or agar unhone asr ki namaz parhi thi to zohar k waqt unhone sajda kyu kiya or asr ki azan k waqt k ehteram me kyu apne jung rok di thi?
Imam keliye mashhoor Yeh hai ke qareeb e waqt e Asr aap shaheed kiye gaye
Agar alag alag parhi tou Yeh Imam ki hikmat hosakti lekin hamare madhhab mein mila ke parhna zaroori nahi, faqt ijazat hai ke mila ke bhi parhsakte hain aur alag alag bhi