Kya kisi college may study kay liye admission laynay kay liye dhadi ko bhot halka karwana kay 40 kadam k faslay say na dikhay kya aysa jaiz hay ya kisi aysi company may job interview kay liye dhadi katwana jaiz hay agar dono jaghay dhadi katvanay par kam ho paye

Agr college me admission lena ya job karna zaroori ho aur baghyr darhi kam kiye admission ya job mumkin na ho to darhi kam karwa sakta hai