Agar mard agai hai tou koi distance zaroori nahi laikin agar aurat aagai hou ya baraber hou tou ten hands (10 hands ) ka fasla hou laikin aga sistani aihtiat wajib kaihtai laihaza aga waheed ya aga zanjaani ki taraf ruju kia jasakta hai wou aik baalisht kaihtai hain