Kya namaaz ke liye azaan ka intezar karna zaroori hai?

1) Agar zohar ka waqt 12 bj kr kuch minute par ho or azaan 1 bj kr kuch minute par toh kya bina azaan ke usse pehle hi namaz padhi ja skti hai?

2) Maslan agar asr ki namaz ka waqt 4.02 pr shuru hogya ho or azaan ek ghante baad ho toh kya bina azaan ka intezar kiye waqt shuru hote hi namaz padhi ja skti hai?

1) Jee agar time hougaya tou azan sai paihlai namaz mai koi masla nahi

2) Hamarai nazdik zohar kai saath asar ka time houjata hai (shioun kai nazdik)