kya new Kala kapda moharram ( 12 moharram ke baad kharidte hai) aur use pahene Ka kya masala hai.. June 3, 2018 by Hasan mahdi Naya kapda khushi Ki alamat hai is liye Parhez karein Kyonke moharram aza e Imam Husain as Ka Zamana hai is Se bada koi ghum nahi hai Sayed Abul Qasim Rizvi