Kya qafiro ka prasad liya ja sakta hai? Uska khana jaiz hai maslan pooja kar ke agar koe hame kuch de to usse kha sakte hai? Aur baaz qafir jaise sikh raste me logo ko sharbat pilate hai jab unka kuch tewar hota hai kya unse sharbat lekar piya ja sakta hai?