Kya Zahoor ki hatmi alamaat ka poora hona har haal me compulsory hai, ya khuda swt duaon ki Barkat se ya aur kisi wajah se Zuhoor e Imam as ko qareeb kar sakta hai? Qareeb kar sakta hai se mera matlab hai ke bina almat ke poora hue?

Zohoor ki 2 tarah ki alamaat hain: Hatmi aur Ghyre Hatmi

Hatmi alamaten sirf 5 hain jinka poora hona zaroori hai. Zohoor ko qareeb karne keliye Khuda un alamaton ko bhi jald az jald poora kar sakta hai