Ladies ko kaisa hijab karna chahiye aur kya half coat pahine sakti hai?

Islamic Hijab ka matlab hai ke woman ke badan ka koi hissa sewaye face (jitna namaz main open rakhna zaroori hai) aur dono hath wrist tak.
Ab Hijab ke liye kiya pahna jaye iska koi restriction nahin hai balke har woh libas jo Aurat ke jism ko is tarah poshida kare ke uska badan ka shape uper se pata na chale usi ko sahi Hijab kahte hain.
Jahan tak half coat pahenne ki baat hai agar kisi ne Islamic Hijab kiya hua hai aur coat pahenna chahti hai to koi mushkil nahin hai basharte ke iski wajah se uske badan ki numaish na ho rahi ho.