Mahe Ramzanul Mubarak ki Youtube Par Mohammad Rafi ki Naat hai. Usme music bhi hai to kya ye naat Sun sakte hai ya haram hai. Ye Youtube ki 2 Link bhi send kar raha hu so kya ye sun sakte hai ya nahi?

https://youtu.be/pJ8qsPZzoJE


https://youtu.be/2xG2xkOOxMs

Wo music jo laho laab ho our musiqi jo laho lab main shumar ho us ka sunna haram hay
jesy kuch qasidy poem gano ki duhn py pary jaty hain un ka suunnaa haram hy