Mai business Karta hu
Khums nikalne ka Zara asaan tarika batayiye.
Maine saal ki Ek Date fix Kar rakhi hai (eg. 1st April).

Missal ke taur par,
Agar saal bhar me 1 lac ka kaam hua Aur usme 10 thousand profit hua ,

Toh Khums Kaise niklega.
Tafseer me bataye.

Khums profit per nahin balke aapki yearly net saving per niklega. Example ke taur per aapki yearly income 5 lacs hai jismain se aap ghar ke tamam expenditure nikal kar school fees medical travel etc ke baad bhi agar at the end of the year aapke pass 10000 INR bach jaye hain to ab is bachat ka 20% khums nikalna hoga yaani 10 thousands main se 2000 khums niklega.

Mai business Karta hu
Khums nikalne ka Zara asaan tarika batayiye.
Maine saal ki Ek Date fix Kar rakhi hai (eg. 1st April).

Missal ke taur par,
Agar saal bhar me 1 lac ka kaam hua Aur usme 10 thousand profit hua ,

Toh Khums Kaise niklega.
Tafseer me bataye.

Yeh calculator use kar sakte hain aap

https://zahratrust.com/khums-calculator/