Mai poochna chahti hu k kya mai apne college me qawwali ga skti hu? April 11, 2022 by Hasan mahdi Do point pe tawajjo kare insha'Allah aap ke sawal ka jawab mil jai ga: 1) Lady ke liye ye jaiz nahi hai ke apni awaaz na mehram ko najuk & dikash bana kar sunaye2) Rang realuyo ki jo mahefil hoti hai us laheze mai gana jaiz nahi hai Sheikh Murtuza Bharmal HijabUrdu