Mai US mai hu aur yaha apnai shia logo kai samnai jab mai face cover karkai jati hu to wo mujhai kehte hai kyu kar rahi ho aisa yai wajib nai hai. Mujhai bataye kaise samjhaun ki yai parda extremism nahi hai May 9, 2022 by Hasan mahdi Parda wajib hai. Magar face cover karna wajib nahi hai Waise aap agar face cover karti hain tu achi baat hai Sayed Abul Qasim Rizvi HijabUrdu