Mai ye janna chahta hu ki Rasul aur aimmah iftar kab karte the – magrib ki azan ke baad? Namaze magrib padhke? Ya namaze isha padhke? Aur iftar kahan karte the – masjid me ya apne ghar pe?
Roza iftar ke aadab me maghreb ke baad iftar Mustahab qarar diya hay aur nabi s.a aur Aimmae taherin a.s Mustahab ko tark nahi karte. Kaha karte the voh aham nahi hay