main Apne hi wale maulana ki baat kar Raha hoon ki wo sharait puri nai rakhte

Is soorat mein bhi shirkat farmaye aur Zuhr wajib ki niyyat se baad mein Ada kijiye

Unka husn e zann rakhna wajib hai chahiye aap ki nazr mein aadil na bhi hoon.