Mainay kuch paisa sadqa ka nikala hai kuch logo ki madad key liye, ab kya us paise say shia ki madad ki ja sakti hai? August 12, 2020 by Hasan mahdi Ji bilkul ki ja sakti hai.Sadqa mustahab har Nek kam me, har insan ke liye muslim, non-Muslim, syed ghyre Syed sabki madad ke liye use kiya ja sakta hai Maulana Ali Abbas Khan sadaqahUrdu