Maine aksar suna hai ke Mukhtar ibne Saqfi ne Imam Hussain as ke khoon ka badla lia lkin jb huqumat unke paas aa gae thi to us daur k imam 4th imam ko unhi n hukumat q nahi saupdi aadha isko thora clear krdie

Mukhtar ne aik governor se hukumat chini thi jo sirf aik part thaa. Imam ke liye masala aik part ki hukumat ka nahi thaa jise muslemeen Islami hukumat keh rahe thai. Woh sham ki hukumat thee imam hukumat kerne se ziyada bade kaam main maaroof thai or Madina nahi chor sakte thai.
Mukhtar ne waqti taur per aik barnama banaya thaa jiska khulasa kerne se pehle woh mare gaye