Maine ek mannat mangi hai mai waqt mai namaz padhungi. Agar use nahi pura kar paungi?

Agr tamam shrayet ke sath nazar ki ho us pe amal karna zaruri hai.
Kisi majboori ke bagair uski mukhalefat kare to gunahgar hai roze ki tarah kaffara bhi vajib ho ga