Mamu ke yaha rehte hai. Khana pina toh wahi karte hai par unko ziyarat par jana hai toh itna toh mamu nahi kar sakte toh ek rishtedaar ne khums ka paisa nikale hai toh wahi unhe jan na tha ke woh ziyarat is paise se jaiyaz hai. kamai toh nahi hai. Jo bhi hai mamu pura karte hai