Marhoom khawab me aaye to kesa hai? Agar wo khawab me akar kuch farmaish akare to kesa hai maslan kuch khane ka mangna etc? October 9, 2018 by Hasan mahdi Sirf Marhoom ka khab me ana koi khas masala nahi hai. Agr uski farmaesh kisi khas kam ki hai aur jisne khab dekha hai uske liye wo karna mumkin hai aur us kam me koi sharee rukawat bhi nahi hai to behtar hai us kam ko kar diya kae Maulana Ali Abbas Khan Dreams