Maulana humko janna hai k humlog q bibi Fatema ki wafat 3 din ayyam karte hai? Iska falsafa kya hai? June 3, 2018 by Hasan mahdi Kyonke yeh 3 riwayat hain Shahadat ki Aur maqsad zyada se zyada Bibi ka tazkera ho Aur logo ko mazloomiyat ka pata chale Sayed Abul Qasim Rizvi