G Han lazim hain Zameen par sajda karein jis tarah aam Sajde kiye jate hain bus taharat Aur Qible ki shart nahi hai Magar Qibla rukh sajda karna behtar hai fauran sajda karna zaroori hai agar car me hain tu Aayat e sajda is waqt na padhein ghar ja kar padhein aur sajda karein
CD ya recording sunne par sajda wajib nahi hota Magar agar live hai tu sajda wajib hoga