Salam alykum,
app uss baat kerain, may be koi aur wajha hoo,
ya aesay shaks say kahen jis per app trust kertay hoon,
hadees e kisa kee tilawat karain daily 40 days, isse niyat say,
Imam e Zaman atfs kee salamti ka sadqa dain,
Allah Subhnatala Karam farmain