Me aaj isha ki namaz me shak aaya k 3 rd rakat he ya 4th .. ( zyada aisa lag raha tha 4th hi he) to mene namaz khatam krke namaze ehtiyat padi usme galti se dono surah padh li .. to kya sahi he namaz ? October 9, 2018 by Hasan mahdi Ji sahi hai Maulana Ali Abbas Khan namaz