Me ne pouchna tha ke quran o hadith aur shariat me kaha pe bataya gaya hai ke aik na mehram larky ka 1 na mehram larki se contact rakhna haram hai? aur kia ye bat Aaima e masomeen a.s k talimaat ya farameen me hai k 1 larka aur larki apas me contact nahi rakh sakty?
Agar aap Sistani saheb ki taqlid karti hy to uoon ki tawzihul masayel me is ke bare me mil jayega. Aur mujtahid jo bhi hukm nikalta hy uoos k samne Quran aur Aimma e masumin a.s ki ahadis hoti hy.