Me ny pochna tha k bachpan se ee me sunti aa rahi hon apny bazurgon se k aankh pharky tou koi museebat aati hai ya koi khushi milti hai waghera. Tou kia is chez ka waqai koi asar hota hai ya sirf wehm hai? Islam ny is tarha in baaton k baary kuch kaha hai?