Me Quran pak samajhna chata ho lekn samjh ni aati ke kis ki Urdu translation perho. Matlab kese yaqeen kre ke jiska tarjuma per rhay he osne neutral ho kar tarjuma kia he? Or kia sirf tarjuma perhna kaafi he ya tafseer b perhna zaroori he?

Maulana Zeeshan Haider sb Ka translation behtar hai.
Tafseer padhna behtar hai.

Tarjuma padhne se samajhne ka sawab bhi milega aur fayeda bhi hoga. Magar asl Quran ke padhne ka hukm diya gaya hai taake asl Quran padhein samajhne ka hukm diya gaya hai taake samajh sakein.