Me site pr kam karta hu aur mere pas sajdagah nahi h but ek sunni friend h jo namaz padhta h yahan uski ja namaz h yaha to kya mi bina sajdagah ka namaz pdh sakhta hun kya?

Paper ya leaves pr bhi sajdah ho sakta hai Lekin carpet ya ja Namaz par nahi ho sakta