Mein apse yeh puchna chah raha hu ke mein ek Finance Company me job karta hu. Mera kaam hai auto loan karna uske badle me mujhe salary aur incentives milta hai kya meri job sahi hai? June 2, 2019 by Hasan mahdi Ihtiyaat e Wajib ki bina par aisa kaam karna jaiz nahi hai Is masala mein aap ya tou Kisi aur marja ki taraf rujoo karein ya job badal lein Sayed Zafar Abbas work