Mein imam e Zamana ka sadka nikalti hu lakin 1 aalime din ne kha ki sadka masoomin pe haram hai. Jab s mene Imam ka sadka nikalna band kar diya h

Imam e Zamana ki nyabat mai un taraf se sadka nikalna mustahab hai

Sadaka sadat pai haram hai is ka matalab ye hai ki aap Sayed sadke ki raqm nahi de saqtai hai kuke sadaka un pe haram hai