Meira sawal ye ha k namaz nahi parta. Main roz dil mein bol ta hu k aj sa inshaallah paro ga phr nahi pari jati. Apna ap pa gusa b ata ha. Please koi asa amal btya k namaz roz para karo
1 Majboot irada kare 2 Namaz ki fazilat par gor kare 3 Namaz na padhne ke nuksan par gor kare 4 Rat ko sone se pehle us din ki namaz baqi Ho to pada kar soye