Agar sadqa qarz ke unwanted se diya hai to bhi theek nahin hai usko mustaheq ko hi de sakte hain aur agar jinko diya hai madad ke unending se aur woh sadaat hain to sadqa sadaat per haram hai. Aur jo sadqa aapne nikal diya woh ab aapki milkiyat nahin hai lehaza munasib nahin hai use kharj kiyajaye.
Baher hal aap woh raqam nikal kar kisi mustahaq tak pahoncha den.