Mene sadqy ki niyat sy paise nikal k rakhy thy pr aj ghr me kisi ny mangy kuch mangwany k liye to me mana nh kr saki aur woh de diye woh ghr ki zarooriyat me kharch hogaye ab iska koi nuqsan hoga kya? Ab kya krna chahiye? August 3, 2020 by Hasan mahdi Sadqe ki raqam jo haqdar ho uoos ko diya jata hyAgar haqdar ko nahi pahuncha to dobara haqdar tak pahunchaye Sheikh Rizwanali Palsania sadaqahUrdu