Mera sawaal ye hai k 1 safar se 13 safar tak kaha jata hai k ye din humare rasool a.s per bhari the isliye in dino ko tera tezi kaha jata hai . Kaha jata hai k in dino naya libas na pehno , bahut se log ladkiyon ko mayke bula lete hai taki wo apne shohar k saath na rahe.Iski wazahat kare.