Mera sawal hai k (REMOVED) ka aqeeda hai k hazrar muhammad s.w.w bashar thay. Aur wo kehtay hain k agr noor hotay to kia noor ki olad hoti hai kia noor ki biwi hoti hai ? kia noor ko takleef ho skti hai? aise sawalaat krtay hain wo .Is ka sahi jawab dalail se kaise dena chahye .

Rasul noor hain Magar Khuda ne bashar ke paikar me bheja hai Magar aam insano ki tarah nahi hain unko wahy aati hai
Is Aayat ko paish kar Sakte hain
قُلۡ اِنَّمَاۤ اَنَا بَشَرٌ مِّثۡلُكُمۡ يُوۡحٰٓى اِلَىَّ اَنَّمَاۤ اِلٰهُكُمۡ اِلٰـهٌ وَّاحِدٌ