Mera Sawal hai ke Maula ne jo hume Aqeeda e Tawheed diya hai usmei Allah wajood se mubarra hai…Yahan tak Imam ka farmaan hai ke Allah ke Ism bhi uski zaat ke Ghair hain. To Ibadat karte hue hum apne zehen mei kya rakhein? Kya Ibadat mei Wajhullah, yaani Aimma asws ka tasawwur sahi hai jo Allah ke sifaat ke Mazhar hain?

Ibadat me Jism ke taraf tawajjuh nahi deni hai zaat Khuda ki taraf aur yahi ke woh jism se munazza wa mubarra hay
Qadir hai Khaliq hai Rab hai
Usko taraf tawajjuh dein