Mera sawal jumma ki mubarak baad our eid ki mubarak ka hai. Meri ek friend jo 24 hai wo mujhe khe rhi thi ke hame eid ki mubarak baad nahi dena our jumma ki mubarak baad nabi ne nhi diye hai to ham q dete jo nabi ne nhi kiya hai wo biddat hai. To tum log jumma ki mubarak baad q dete hai. To hame please koi reference ya nabi ki hadees bata de ke jumma our eid ki mubarak baad logo ko dena our usne hamko ek video bheji thi jisme Dr. zakir eid ki mubarak baad dene ke liye khe rhe the magar unhone kuch arbic ke verse bole the our sakti se mana kara tha ke ham eid mubarak ki jagaha wo arbic ke verse pade.

It’s along discussion between wahabis and muslims what has to be done and what not. Prophet didn’t sit in aircraft, didn’t pray in train, didn’t use tap or shower water for wuzu. Long list, hajj travelling by ship. So let’s do our cultural things in our way and yes don’t enter anything in ibadat which is very specific in nature.