Mera sawal ye hain ki agar main 2 Rakat sunnat fajr ke pehle padhna chahata hu to uski niyat kya hogi?
Aur kya use fajr ki namaz ki tarha padha hain?

Fajr ki do rakat namaz se pehle do rakat nafela mustahab hai.

Do rakat nafela namaz padta hu qurbatan El llah