Mera sawal yeh hai k agr hum koi gunnah krty hain jesa k islam main hr gunnah ki saza muqarrar hai toh. Agr humy Islamic laws k mutabiq duniya main us gunnah ki saza dy dee jaay toh kya akhirat main bhi humen uski saza mily gi ya phir bs duniya mn uska azala ho jaay ga