Mera sawal yeh hai ke mei namaz ki paband thi aur 2, 3 mahina se aisa hogaya hai ke mei namaz achi tarah se padh nahi sakti ho. Zohr aur asar ki padhti ho toh maghrib ki choot jati hai. Mei quran aur Allah ke zikr mei hamesha rehti ho par namaz panjgana padhne mei susti hoti hai. Mei pehle aisi nahi thi. Na chahte howe bhi meri namaz qaza hojati hai. Aur mei bahut busy rehti work and family meri first priority hogiye hai.
Iska ka kuch hal batayiye.

Namaz is the best worship it connects a person direct to Allah swt and Shaytan does not like it at all so seems you have started pleasing the Shaytan unintentionally and began displeasing Allah swt. Pls be careful and do not allow the whispering of Shaytan work on you. Recite abundantly sura naas