Mera swal hai ki main bank ke liye kam karta hu, matlab Main bank ke panel Pr Home loan Counselor hu, aur mera kaam ye hai k customer jinko ghar ya flat khareedne ke liye home loan chahiye unko loan process samjhana aur facilitate karna aur service dena. Kya ye jayaz hai?