Mere kuch sawal hai agar aap inke jawab de sake toa badi meherbani hogi.
1. Ye hai ki kya aurton ko baith ke hi nahana chahiye aur especially ghusl lete waqt bhi she should sit and do the needful
2. Sawal ki haiz ke dino mei, sirf odd din mei hi nahaya ja sakta hai 3rd day 5th day ko hi agar 4th ya 6th day pe koi naha le toa koi problem ho sakti hai, Imean physically
3. Ki kya aurton ko nazr niyaz dete waqt bhi baith ke hi fateha deni chahiye
Ye sab ham isliye pooch rahe hai ki hamare ghar ke buzurgon ne aisa bachpan se sikhaya hai par hamare shauhar kehte hai aisa kuch nahi hota. Please clarify