Mere pass ek message aya ke imam-e-zamana a.s ki taj poshi mubarak ho. Ye mere samjh nhi aya ke unki taj poshi kb hui aaya ye sahi bt hai ya nhi March 14, 2020 by Hasan mahdi Ye kehna ghalat hay. Balkay aap ko khuda ki taraf say imamat ki zimmedary atta ki gaey Syed Niaz Hussein Akhlaq