Agar ye ek beemari hai to aap uska ilaj karen aur us waqt tak use har baar paak karen jab tak treatment chalta rahe. Albatta agar ilaj karne ke baad bhi koi fayda na ho aur ek la ilaaj aur out for control marz ban jaye to usme apko baar baar paak karne ki zaroorat nahi hogi kyonki usme aap mashaqqat aur sakhti me mubtala ho jayenge. Us condition me kya karna hoga, kab aur kitni baat tahrat karna hogi iske liye apne marja-e-taqleed se sawal kijiye lekin aisi koi ruling Islam me nahi hai ki ek ya do baar ya kabhi kabhi out of control ho jane ki wajah se jo peshab choot jaye wo paak maana jata hai.
Mere saath ek masla ho raha hai ki mere paet (stomach) me zor padhne se ya chhikne se mera ek qatra peshab nikal jata hai toh mujhe kisi ne bataya ki agar uss peshab me control nahi tha toh paak hai. Iss baat ko confirm krne ke liye mai apse yeh puch raha hu.

Aisa nahi hai
Please see ruling 306 onwards on this link for the masail on this issue:
https://www.sistani.org/english/book/48/2156/