Mere walid ne 20 saal pahle ek zameen kharidi thi meri walida ke naam se halaki vo khums ada kartey they par ye yaad nahi ki voo zameen khums ada raqam se kharidi thi ya nahi. Baad me meri walida ka inteqaal ho gaya aur uss zamin pe mere walid ne apni job se retirement ke baad ek ghar banva diya taki ussey jo rent unhe mile ussey unka kharcha chalta rahe. Is ghar ko bananey mein unhone apne retirement ka jo funds unhe mila tha uska istemaal kiya jiska unhone khums ada nahi kiya tha. Abb mere walid ne ye ghar mujhe de diya hai. Mere pass apna khud ka maakan hai par uss par bank ka loan hai too main apne walid ke diye huve ghar ho sale karke apne zaati makaan ka loan pay karna chahta hun. Mujhe ye maloom karna hai ismey meri khums ki kya zimmedari hai.

If a person inherits some property and knows that the person from whom he inherited it did not pay khums on it, he must pay khums on it. Similarly, if the property itself is not liable for khums but the heir knows that the person from whom he inherited it owed some khums, he must pay khums on it from the deceased’s estate. However, in both cases, if the person from whom he inherited it did not believe in paying khums or never paid it, then it is not necessary for the heir to pay the khums owed by the deceased.